....Bas ek bar tujh, se deedar ho jaye
Ghalib-E wadaa hai ye
….tujh se judaa hokar bhi
Ye dil -E- nazrein kabhi, num na hoangi
….Mujhe bhool jaana tu, par
Ghalib-E raza hai ye
….Meri yadoon ko choom kar bhi
Tere honthon ki gulabi, kam na hogi
….Meri khwaish ko kinara tu de
Ghalib-E wafa hai ye
….Mere sahar mein
Teri kwaishain kabhi, daman na hoangi
….Mera shayarana tujhe, pasand na ho shayad
Ghalib-E pasand tu kar mujhe ek bar
….Teri har napasand
Meri, pasand na hogi
….Bhool jaye mujhe tu shayad
Ghalib-E mehfil mein ye
….Par is dil mein teri yadein
Kabhi dafan na hoangi
….Tujh se judaa hokar bhi
Ye dil -E- nazrein kabhi, num na hoangi

No comments:
Post a Comment